this song is dedicated to my Country.....
main ye song bachpan se gaata hua aaya hu...aur ab 15 august najdeek h isliye ye song fir yaad aa gaya....enjoy this....
Hind Desh ke Niwasi Sabhi jan ek h...
rang rup vesh bhusha jahe anek h...
Hind Desh ke Niwasi Sabhi jan ek h...
rang rup vesh bhusha jahe anek h...
Bela Gulab juhi champa chameli
pyare pyare phool ghoonthe mala me ek h...
Hind Desh ke Niwasi Sabhi jan ek h...
rang rup vesh bhusha jahe anek h...
Ganga Yamuna Brahmaputra Krishna Kaveri..
jaker mil gayi sagar me hui sab ek h..
Hind Desh ke Niwasi Sabhi jan ek h...
rang rup vesh bhusha jahe anek h...
Koyal ki kook pyari papaiye ki Ter nyari...
koyal ki kook pyari papaiye ki ter nyari...
gaa rahi tarana bulbul raag magar ek h....
Hind Desh ke Niwasi Sabhi jan ek h...
rang rup vesh bhusha jahe anek h...
Jai Hind....